Thursday, January 15, 2009


Dekhiye to lagta hai
zindagi ki rahoun mein ,
ik bheed chalti hai,,
sochiye to lagta hai
bheed mein hain sab tanha.....
jitne bhi ye rishte hain
kaanch k khilone hain,,
pal mein toot sakte hain,
ik pal mein ho jaye,,,,,
koi jane kab tanha......
dekhiye to lagta hai
jaise ye jo duniya hai,,
kitne rang-e-mehfil hai,
sochiye to lagta hai,,
kitna gam hai duniya mein,
kitna zakhmi har dil hai,,,,
wo jo muskurate the,,
jo kisi ko khwaboun mein,,
apne paas pate the,,
unki neend tooti hai,,,,
or hain wo ab tanha...........
dekhiye to lagta hai
zindagi ki rahoun mein,,
ik bheed chalti hai,,,,
sochoye to lagta hai
bheed mein hain sab tanha............."

Thursday, November 27, 2008


"Yun chal pade hai raah-e-safar mein,,,,,

jaise nadi aur kinara

fer bhi kinare to sukhe hi rehte hain,,,,

lipta kiye unse dhaara.........

thode se badal thodi si barish,,,,,,,,,
kohra bhi pal tha chaaya,,,,,,,,,
itne ujale ho gaye achanak ki,,,,,,,,,,,
apna bhi dikhta na saaya

haan apna bhi dikhta na saaya..............................."